Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun, Urdu Ghazal By Mushaf Iqbal Tausifi

Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسا کھیل ہے اب اس سے بات بھی کر لوں

مصحف اقبال توصیفی

یہ کیسا کھیل ہے اب اس سے بات بھی کر لوں

کہے تو جیت کو اپنی میں مات بھی کر لوں

یہ اختیار مرا تجھ کو جس طرح سوچوں

سحر کو یاد سے اور دل سے گھات بھی کر لوں

یہ دکھ بھی ساتھ چلے گا کہ اب بچھڑنا ہے

اگر سفر میں اسے اپنے ساتھ بھی کر لوں

کسی کا نام نہ لوں اور غزل کے پردے میں

بیان اس کی میں ساری صفات بھی کر لوں

تو میری ذات کا محور مرا مدار بھی تو

یہ مشت خاک اسے کائنات بھی کر لوں

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun

Mushaf Iqbal Tausifi

ye kaisa khel hai ab us se baat bhi kar lun
kahe to jit ko apni main mat bhi kar lun

ye iKHtiyar mera tujh ko jis tarah sochun
sahar ko yaad se aur dil se ghat bhi kar lun

ye dukh bhi sath chalega ki ab bichhaDna hai
agar safar mein use apne sath bhi kar lun

kisi ka nam na lun aur ghazal ke parde mein
bayan us ki main sari sifat bhi kar lun

tu meri zat ka mehwar mera madar bhi tu
ye musht-e-KHak ise kaenat bhi kar lun

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaisa Khel Hai Ab Us Se Baat Bhi Kar Lun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.