Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya, Urdu Ghazal By Mushaf Iqbal Tausifi

Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushaf Iqbal Tausifi. Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات خوابوں نے پریشاں کر دیا

مصحف اقبال توصیفی

رات خوابوں نے پریشاں کر دیا

صبح آئینے نے حیراں کر دیا

بولے ''بیٹھو'' اور چہرے پر مرے

ایک چہرہ اور چسپاں کر دیا

میرے آگے کھینچ دی کیسی لکیر

اک در بے در کا درباں کر دیا

آپ پھولوں تتلیوں میں چھپ گئے

ہم کو صحرا کا نگہباں کر دیا

ایسے دیکھا جیسے دیکھا ہی نہیں

آج ہم نے اس کو حیراں کر دیا

مصحف اقبال توصیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya

Mushaf Iqbal Tausifi

raat KHwabon ne pareshan kar diya
subh aaine ne hairan kar diya

bole baiTho aur chehre par mere
ek chehra aur chaspan kar diya

mere aage khinch di kaisi lakir
ek dar-e-be-dar ka darban kar diya

aap phulon titliyon mein chhup gae
hum ko sahra ka nigahban kar diya

aaise dekha jaise dekha hi nahin
aaj hum ne us ko hairan kar diya

(519) ووٹ وصول ہوئے

You can read Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya written by Mushaf Iqbal Tausifi at UrduPoint. Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya is one of the masterpieces written by Mushaf Iqbal Tausifi. You can also find the complete poetry collection of Mushaf Iqbal Tausifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushaf Iqbal Tausifi' above.

Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat KHwabon Ne Pareshan Kar Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.