Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi, Urdu Ghazal By Muslim Ansari

Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muslim Ansari. Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عمر پا کر بھی نہ بدلی رسم مے خانہ ابھی

مسلم انصاری

عمر پا کر بھی نہ بدلی رسم مے خانہ ابھی

اپنوں ہی اپنوں میں ہے تقسیم مے خانہ ابھی

دیکھ لے دنیا بھی کیا ہوتا ہے انجام وفا

بزم میں رہنے دو یوں ہی خاک پروانہ ابھی

کیا تماشا ہے کہ بن بیٹھے ہیں وہ پیر مغاں

جو نہیں ہیں واقف آداب مے خانہ ابھی

ایک دن کھل کر رہے گا تیری الفت کا بھرم

غیر تک پہنچا کہاں ہے میرا افسانہ ابھی

دیر میں رہ کر بھی ہے مسلمؔ وفادار حرم

اس کی مجبوری کو سمجھیں اہل بت خانہ ابھی

مسلم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi

Muslim Ansari

umr pa kar bhi na badli rasm-e-mai-KHana abhi
apnon hi apnon mein hai taqsim-e-mai-KHana abhi

dekh le duniya bhi kya hota hai anjam-e-wafa
bazm mein rahne do yunhi KHak-e-parwana abhi

kya tamasha hai ki ban baiThe hain wo pir-e-mughan
jo nahin hain waqif-e-adab-e-mai-KHana abhi

ek din khul kar rahega teri ulfat ka bharam
ghair tak pahuncha kahan hai mera afsana abhi

dair mein rah kar bhi hai 'muslim' wafadar-e-haram
us ki majburi ko samjhen ahl-e-but-KHana abhi

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi written by Muslim Ansari at UrduPoint. Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi is one of the masterpieces written by Muslim Ansari. You can also find the complete poetry collection of Muslim Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muslim Ansari' above.

Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Umr Pa Kar Bhi Na Badli Rasm-e-mai-KHana Abhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.