Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai, Urdu Ghazal By Mustafa Shahab

Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mustafa Shahab. Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قلم بھی روشنائی دے رہا ہے

مصطفی شہاب

قلم بھی روشنائی دے رہا ہے

مجھے اپنی کمائی دے رہا ہے

میں دریا دے رہا ہوں کشتیوں کو

وہ مجھ کو نا خدائی دے رہا ہے

کوئی خاموش سا طوفاں ہوا کا

پرندوں کو سنائی دے رہا ہے

مری نظروں سے اوجھل ہے مگر وہ

جدھر دیکھوں دکھائی دے رہا ہے

شہابؔ اڑ کر چراغوں تک تو پہنچو

اگر کچھ کچھ سجھائی دے رہا ہے

مصطفی شہاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai

Mustafa Shahab

qalam bhi raushnai de raha hai
mujhe apni kamai de raha hai

main dariya de raha hun kashtiyon ko
wo mujh ko na-KHudai de raha hai

koi KHamosh sa tufan hawa ka
parindon ko sunai de raha hai

meri nazron se ojhal hai magar wo
jidhar dekhun dikhai de raha hai

'shahab' uD kar charaghon tak to pahuncho
agar kuchh kuchh sujhai de raha hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai written by Mustafa Shahab at UrduPoint. Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai is one of the masterpieces written by Mustafa Shahab. You can also find the complete poetry collection of Mustafa Shahab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mustafa Shahab' above.

Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qalam Bhi Raushnai De Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.