Ekta Ki Misal, Urdu Nazam By Muzaffar Hanfi

Ekta Ki Misal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Ekta Ki Misal comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Ekta Ki Misal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایکتا کی مثال

مظفر حنفی

چھوٹی نے طوطا پالا تھا

بڑی بہن نے بلی

بلی کو گھی کم بھاتا تھا

اور طوطے کو تلی

دلی میں ہے سب کہتے ہیں

دونوں کی سسرال

آؤ بچو چل کر دیکھیں

ہم ان کے احوال

تم سمجھے تھے دونوں بہنیں

پھونکتی ہوں گی چولہا

لیکن وہ تو اپو گھر میں

جھول رہی ہیں جھولا

ناچ رہی ہے کالی بلی

اس کے سر پر طوطا

سوچ رہی ہے ساری دلی

ایکا سب میں ہوتا

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ekta Ki Misal

Muzaffar Hanfi

chhoTi ne tota pala tha
baDi bahan ne billi
billi ko ghi kam bhata tha
aur tote ko tilli
dilli mein hai sab kahte hain
donon ki sasural
aao bachcho chal kar dekhen
hum un ke ahwal
tum samjhe the donon bahnen
phunkti hongi chulha
lekin wo to appu-ghar mein
jhul rahi hain jhula
nach rahi hai kali billi
us ke sar par tota
soch rahi hai sari dilli
eka sab mein hota

(467) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ekta Ki Misal written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Ekta Ki Misal is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Ekta Ki Misal is a widely read Urdu Nazam. If you like Ekta Ki Misal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.