Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi, Urdu Ghazal By Muzaffar Hanfi

Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاتھوں میں سجتے ہیں چھالے جیسی تیری مرضی

مظفر حنفی

ہاتھوں میں سجتے ہیں چھالے جیسی تیری مرضی

سکھ داتا دکھ دینے والے جیسی تیری مرضی

بستی بستی گھور اندھیرا یا انگارے برسیں

صحرا صحرا نرم اجالے جیسی تیری مرضی

برحق ہے تو پتھر پتھر پھول کھلانے والے

زرخیزی میں بنجر ڈالے جیسی تیری مرضی

بھرتے ہیں ہنکاری تیری آتے جاتے بادل

گونج رہے ہیں ندی نالے جیسی تیری مرضی

تیرا ہی اعلان کروں میں تیرے ہی گن گاؤں

میرے ہی ہونٹوں پر چھالے جیسی تیری مرضی

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi

Muzaffar Hanfi

hathon mein sajte hain chhaale jaisi teri marzi
sukh-data dukh dene wale jaisi teri marzi

basti basti ghor andhera ya angare barsen
sahra sahra narm ujale jaisi teri marzi

bar-haq hai tu patthar patthar phul khilane wale
zarKHezi mein banjar Dale jaisi teri marzi

bharte hain hunkari teri aate jate baadal
gunj rahe hain naddi-nale jaisi teri marzi

tera hi elan karun main tere hi gun gaun
mere hi honTon par chhaale jaisi teri marzi

(543) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hathon Mein Sajte Hain Chhaale Jaisi Teri Marzi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.