Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha, Urdu Ghazal By Muzaffar Hanfi

Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا وصل کی ساعت کو ترسنے کے لیے تھا

مظفر حنفی

کیا وصل کی ساعت کو ترسنے کے لیے تھا

دل شہر تمنا ترے بسنے کے لیے تھا

صحرا میں بگولوں کی طرح ناچ رہا ہوں

فطرت سے میں بادل تھا برسنے کے لیے تھا

روتی ہوئی ایک بھیڑ مرے گرد کھڑی تھی

شاید یہ تماشہ مرے ہنسنے کے لیے تھا

کچھ رات کا احساں ہے نہ سورج کا کرم ہے

غنچہ تو بہرحال بکسنے کے لیے تھا

اس راہ سے گزرا ہوں جہاں سانس نہ دے ساتھ

ہر نقش کف پا مرے ڈسنے کے لیے تھا

ہر قطرہ مری آنکھ سے بہنے کو تھا بیتاب

ہر ذرہ مرے پاؤں جھلسنے کے لیے تھا

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha

Muzaffar Hanfi

kya wasl ki saat ko tarasne ke liye tha
dil shahr-e-tamanna tere basne ke liye tha

sahra mein bagulon ki tarah nach raha hun
fitrat se main baadal tha barasne ke liye tha

roti hui ek bhiD mere gird khaDi thi
shayad ye tamasha mere hansne ke liye tha

kuchh raat ka ehsan hai na suraj ka karam hai
ghuncha to bahar-haal bikasne ke liye tha

is rah se guzra hun jahan sans na de sath
har naqsh-e-kaf-e-pa mere Dasne ke liye tha

har qatra meri aankh se bahne ko tha betab
har zarra mere panw jhulasne ke liye tha

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Wasl Ki Saat Ko Tarasne Ke Liye Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.