Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai, Urdu Ghazal By Muzaffar Mumtaz

Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Mumtaz. Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سکوں اگر ہے تو بس لطف انتظار میں ہے

مظفر ممتاز

سکوں اگر ہے تو بس لطف انتظار میں ہے

کہ بے بسی تو بہ ہر حال اختیار میں ہے

یہ خوف بھی ہے کہ اشکوں میں ڈھل نہ جائے کہیں

وہ ایک آہ جو نغمے کی انتظار میں ہے

تھکا دیا ہے خود اپنی تلاش نے مجھ کو

کہ میرا اصل مرے جھوٹ کے حصار میں ہے

وہ دشمنوں کا ہو لشکر کہ دوستوں کا ہجوم

یہ راز ہے جو ابھی پردۂ غبار میں ہے

صدائے رنگ کی نغمہ گری سے کھل نہ سکا

وہ ایک قفل جو اب تک لب بہار میں ہے

مظفر ممتاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai

Muzaffar Mumtaz

sukun agar hai to bas lutf intizar mein hai
ki bebasi to ba-har-haal iKHtiyar mein hai

ye KHauf bhi hai ki ashkon mein Dhal na jae kahin
wo ek aah jo naghme ki intizar mein hai

thaka diya hai KHud apni talash ne mujh ko
ki mera asl mere jhuT ke hisar mein hai

wo dushmanon ka ho lashkar ki doston ka hujum
ye raaz hai jo abhi parda-e-ghubar mein hai

sada-e-rang ki naghmagari se khul na saka
wo ek qufl jo ab tak lab-e-bahaar mein hai

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai written by Muzaffar Mumtaz at UrduPoint. Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai is one of the masterpieces written by Muzaffar Mumtaz. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Mumtaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Mumtaz' above.

Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sukun Agar Hai To Bas Lutf Intizar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.