Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya, Urdu Ghazal By Muzaffar Mumtaz

Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Mumtaz. Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں سے مگر منحرف رہا نہ گیا

مظفر ممتاز

حقیقتوں سے مگر منحرف رہا نہ گیا

سو شہر خواب سے اپنا بھی آب و دانہ گیا

حریف ذات عجب تھے کہ عمر بھر خود کو

برا سمجھتے رہے پر برا کہا نہ گیا

جو منتشر ہوں تو حیرت نہ کر کہ دریا میں

بھنور کے بعد کسی لہر میں بہا نہ گیا

عجیب لمس تھا اب کے جنوں کے ہاتھوں میں

قبائے رنگ میں خوشبو سے پھر رہا نہ گیا

ہوا مزاج ترے در بدر رہے تا عمر

کسی بھی دشت کسی شہر میں بسا نہ گیا

زمیں سے اڑ کے زمیں تک پہنچ گئی آخر

سرشت خاک سے افلاک میں رہا نہ گیا

مظفر ممتاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya

Muzaffar Mumtaz

haqiqaton se magar munharif raha na gaya
so shahr-e-KHwab se apna bhi aab-o-dana gaya

harif-e-zat ajab the ki umr bhar KHud ko
bura samajhte rahe par bura kaha na gaya

jo muntashir hun to hairat na kar ki dariya mein
bhanwar ke baad kisi lahr mein baha na gaya

ajib lams tha ab ke junun ke hathon mein
qaba-e-rang mein KHushbu se phir raha na gaya

hawa mizaj tere dar-ba-dar rahe ta umr
kisi bhi dasht kisi shahr mein basa na gaya

zamin se uD ke zamin tak pahunch gai aaKHir
sarisht-e-KHak se aflak mein raha na gaya

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya written by Muzaffar Mumtaz at UrduPoint. Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya is one of the masterpieces written by Muzaffar Mumtaz. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Mumtaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Mumtaz' above.

Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Se Magar Munharif Raha Na Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.