Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai, Urdu Ghazal By Muzaffar Razmi

Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Razmi. Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس راز کو کیا جانیں ساحل کے تماشائی

مظفر رزمی

اس راز کو کیا جانیں ساحل کے تماشائی

ہم ڈوب کے سمجھے ہیں دریا تری گہرائی

جاگ اے مرے ہمسایہ خوابوں کے تسلسل سے

دیوار سے آنگن میں اب دھوپ اتر آئی

چلتے ہوئے بادل کے سائے کے تعاقب میں

یہ تشنہ لبی مجھ کو صحراؤں میں لے آئی

یہ جبر بھی دیکھا ہے تاریخ کی نظروں نے

لمحوں نے خطا کی تھی صدیوں نے سزا پائی

کیا سانحہ یاد آیا رزمیؔ کی تباہی کا

کیوں آپ کی نازک سی آنکھوں میں نمی آئی

مظفر رزمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai

Muzaffar Razmi

is raaz ko kya jaanen sahil ke tamashai
hum Dub ke samjhe hain dariya teri gahrai

jag ai mere ham-saya KHwabon ke tasalsul se
diwar se aangan mein ab dhup utar aai

chalte hue baadal ke sae ke taaqub mein
ye tishna-labi mujh ko sahraon mein le aai

ye jabr bhi dekha hai tariKH ki nazron ne
lamhon ne KHata ki thi sadiyon ne saza pai

kya saneha yaad aaya 'razmi' ki tabahi ka
kyun aap ki nazuk si aankhon mein nami aai

(1156) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai written by Muzaffar Razmi at UrduPoint. Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai is one of the masterpieces written by Muzaffar Razmi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Razmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Razmi' above.

Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Raaz Ko Kya Jaanen Sahil Ke Tamashai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.