Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum, Urdu Ghazal By Muzdam Khan

Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzdam Khan. Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کو روشن بنا رہے ہو تم

مژدم خان

کس کو روشن بنا رہے ہو تم

اتنا جو بجھتے جا رہے ہو تم

لوگ پاگل بنائے جا چکے ہیں

اب نیا کیا بنا رہے ہو تم

گاؤں کی جھاڑیاں بتا رہی ہیں

شہر میں گل کھلا رہے ہو تم

ایک تو ہم اداس ہیں اس پر

شاعروں کو بلا رہے ہو تم

اور کس نے تمہیں نہیں دیکھا

اور کس کے خدا رہے ہو تم

پھول کس نے قبول کرنے ہیں

جب تلک مسکرا رہے ہو تم

مژدم خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum

Muzdam Khan

kis ko raushan bana rahe ho tum
itna jo bujhte ja rahe ho tum

log pagal banae ja chuke hain
ab naya kya bana rahe ho tum

ganw ki jhaDiyan bata rahi hain
shahr mein gul khila rahe ho tum

ek to hum udas hain us par
shairon ko bula rahe ho tum

aur kis ne tumhein nahin dekha
aur kis ke KHuda rahe ho tum

phul kis ne qubul karne hain
jab talak muskura rahe ho tum

(1141) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum written by Muzdam Khan at UrduPoint. Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum is one of the masterpieces written by Muzdam Khan. You can also find the complete poetry collection of Muzdam Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzdam Khan' above.

Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ko Raushan Bana Rahe Ho Tum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.