Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar, Urdu Ghazal By Muzdam Khan

Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzdam Khan. Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھائی کمال کر دیا دیوار کھینچ کر

مژدم خان

بھائی کمال کر دیا دیوار کھینچ کر

پہلے یہ کام ہوتا تھا تلوار کھینچ کر

اتنا جھکا دیا ہے ترے ہجر نے مجھے

بچہ بھی سر سے لے گیا دستار کھینچ کر

کردار بھی دکھاتا اگر شکل کی طرح

دے مارتے زمیں پہ مجھے یار کھینچ کر

یہ کائنات میرے تخیل سے چھوٹی ہے

دیکھا ہے اس کو میں نے کئی بار کھینچ کر

نوکر نہیں سمجھتا زباں کو میں کان کا

پڑھتا نہیں ہوں اس لئے اشعار کھینچ کر

مژدم خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar

Muzdam Khan

bhai kamal kar diya diwar khinch kar
pahle ye kaam hota tha talwar khinch kar

itna jhuka diya hai tere hijr ne mujhe
bachcha bhi sar se le gaya dastar khinch kar

kirdar bhi dikhata agar shakl ki tarah
de marte zamin pe mujhe yar khinch kar

ye kaenat mere taKHayyul se chhoTi hai
dekha hai is ko main ne kai bar khinch kar

naukar nahin samajhta zaban ko main kan ka
paDhta nahin hun is liye ashaar khinch kar

(1131) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar written by Muzdam Khan at UrduPoint. Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar is one of the masterpieces written by Muzdam Khan. You can also find the complete poetry collection of Muzdam Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzdam Khan' above.

Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhai Kamal Kar Diya Diwar Khinch Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.