Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain, Urdu Ghazal By Muztar Majaz

Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Majaz. Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سجدہ ترے قدموں پہ روا مان چکے ہیں

مضطر مجاز

سجدہ ترے قدموں پہ روا مان چکے ہیں

ہم تجھ کو محبت میں خدا مان چکے ہیں

آنکھوں سے ہے تخصیص نہ ہونٹوں سے کہ ہم لوگ

سر تا بہ قدم تجھ کو نشہ مان چکے ہیں

چپ چاپ سے بیٹھے ہیں ہر اک نقش مٹا کر

تھک ہار کے دنیا کا کہا مان چکے ہیں

اے چارہ گرو زحمت بے جا نہ کرو تم

خود درد کو ہم لوگ دوا مان چکے ہیں

کیوں آج تم اس بات کو پھر چھیڑ رہے ہو

جس بات کا مضطرؔ وہ برا مان چکے ہیں

مضطر مجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain

Muztar Majaz

sajda tere qadmon pe rawa man chuke hain
hum tujh ko mohabbat mein KHuda man chuke hain

aankhon se hai taKHsis na honTon se ki hum log
sar-ta-ba-qadam tujh ko nasha man chuke hain

chup-chap se baiThe hain har ek naqsh miTa kar
thak haar ke duniya ka kaha man chuke hain

ai chaaragaro zahmat-e-be-ja na karo tum
KHud dard ko hum log dawa man chuke hain

kyon aaj tum is baat ko phir chheD rahe ho
jis baat ka 'muztar' wo bura man chuke hain

(599) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain written by Muztar Majaz at UrduPoint. Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain is one of the masterpieces written by Muztar Majaz. You can also find the complete poetry collection of Muztar Majaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Majaz' above.

Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sajda Tere Qadmon Pe Rawa Man Chuke Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.