Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota, Urdu Ghazal By Nadeem Ahmad

Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Ahmad. Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں پہ ہوتا ہوں اکثر وہاں نہیں ہوتا

ندیم احمد

جہاں پہ ہوتا ہوں اکثر وہاں نہیں ہوتا

وہیں تلاش کرو میں جہاں نہیں ہوتا

اگر تمہاری زباں سے بیاں نہیں ہوتا

مرا وجود کبھی داستاں نہیں ہوتا

بچھڑ گیا تھا وہ ملنے سے پیشتر ورنہ

میں اس طرح سے کبھی رائیگاں نہیں ہوتا

نظر بچا کے نکلنا تو چاہتا ہوں مگر

وہ کس جگہ سے ہے غائب کہاں نہیں ہوتا

کبھی تو یوں کہ مکاں کے مکیں نہیں ہوتے

کبھی کبھی تو مکیں کا مکاں نہیں ہوتا

ندیم احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota

Nadeem Ahmad

jahan pe hota hun aksar wahan nahin hota
wahin talash karo main jahan nahin hota

agar tumhaari zaban se bayan nahin hota
mera wajud kabhi dastan nahin hota

bichhaD gaya tha wo milne se pesh-tar warna
main is tarah se kabhi raegan nahin hota

nazar bacha ke nikalna to chahta hun magar
wo kis jagah se hai ghaeb kahan nahin hota

kabhi to yun ki makan ke makin nahin hote
kabhi kabhi to makin ka makan nahin hota

(509) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota written by Nadeem Ahmad at UrduPoint. Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota is one of the masterpieces written by Nadeem Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Ahmad' above.

Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Pe Hota Hun Aksar Wahan Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.