KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De, Urdu Ghazal By Nadeem Ahmad

KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Ahmad. KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاک اطراف میں اڑتی ہے بہت پانی دے

ندیم احمد

خاک اطراف میں اڑتی ہے بہت پانی دے

اس مسافت کو بھی ایک خطۂ بارانی دے

کچھ دنوں دشت بھی آباد ہوا چاہتا ہے

کچھ دنوں کے لیے اب شہر کو ویرانی دے

یا مجھے مملکت عشق کی شاہی سے نواز

یا مجھے پھر سے وہی بے سر و سامانی دے

میری دانائی نے رکھا نہ کہیں کا مجھ کو

میرے مولا تو مجھے پھر وہی نادانی دے

اب کہانی کو بھی الجھا ذرا افسانہ طراز

شوق کچھ اور بڑھا آنکھ کو حیرانی دے

ندیم احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De

Nadeem Ahmad

KHak atraf mein uDti hai bahut pani de
is masafat ko bhi ek KHitta-e-barani de

kuchh dinon dasht bhi aabaad hua chahta hai
kuchh dinon ke liye ab shahr ko virani de

ya mujhe mamlikat-e-ishq ki shahi se nawaz
ya mujhe phir se wahi be-sar-o-samani de

meri danai ne rakkha na kahin ka mujh ko
mere maula tu mujhe phir wahi nadani de

ab kahani ko bhi uljha zara afsana-taraaz
shauq kuchh aur baDha aankh ko hairani de

(543) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De written by Nadeem Ahmad at UrduPoint. KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De is one of the masterpieces written by Nadeem Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Ahmad' above.

KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHak Atraf Mein UDti Hai Bahut Pani De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.