Musafir Ke Thikane Nahin Hote, Urdu Nazam By Naghmana Kanwal

Musafir Ke Thikane Nahin Hote is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Naghmana Kanwal. Musafir Ke Thikane Nahin Hote comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Musafir Ke Thikane Nahin Hote on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسافر کے ٹھکانے نہیں ہوتے

نغمانہ کنول

اے مرے ماضی کی

بچھڑی ہوئی راہو

خیال یار سے بڑھ کر

حسین شاہ راہو

صدا نہ دو مجھ کو

کہ سر زمین وطن پر

کسی بھی آنگن کے

کسی دراز بدن در کے

خوب رو سے ماتھے پر

میرے خیال میں دل کش

حسین نام کی تحریر

کاتب وقت نے نہیں لکھی

کہ میں ہوائے دہر ہوں

بھٹکنا نگر نگر

اجنبی دیاروں میں

میرا مقدر ہے

مسافروں کے ٹھکانے

کہیں نہیں ہوتے

کہ دسترس میں ہوں

جن کے صرف غنیم دوراں

رفیق ان کے

زمانے نہیں ہوتے

نغمانہ کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musafir Ke Thikane Nahin Hote

Naghmana Kanwal

ai mere mazi ki
bichhDi hui raho
KHayal-e-yar se baDh kar
hasin shah-raho
sada na do mujh ko
ki sar-zamin-e-watan par
kisi bhi aangan ke
kisi daraaz badan dar ke
KHub-ru se mathe par
mere KHayal mein dilkash
hasin nam ki tahrir
katib-e-waqt ne nahin likhi
ki main hawa-e-dahr hun
bhaTakna nagar nagar
ajnabi dayaron mein
mera muqaddar hai
musafiron ke Thikane
kahin nahin hote
ki dastaras mein hon
jin ke sirf ghanim-e-dauran
rafiq un ke
zamane nahin hote

(568) ووٹ وصول ہوئے

You can read Musafir Ke Thikane Nahin Hote written by Naghmana Kanwal at UrduPoint. Musafir Ke Thikane Nahin Hote is one of the masterpieces written by Naghmana Kanwal. You can also find the complete poetry collection of Naghmana Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naghmana Kanwal' above.

Musafir Ke Thikane Nahin Hote is a widely read Urdu Nazam. If you like Musafir Ke Thikane Nahin Hote, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.