Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai, Urdu Ghazal By Najma Saqib

Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Najma Saqib. Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب کی آغوش میں جاتے ہوئے ڈر لگتا ہے

نجمہ ثاقب

شب کی آغوش میں جاتے ہوئے ڈر لگتا ہے

نیند اک خواب پریشان کا گھر لگتا ہے

چیخ اٹھتے ہیں ٹھٹھرتے ہوئے پتے جوں ہی

سرد جھونکے کا گھنی شاخ سے سر لگتا ہے

یوکیلپٹس کے درختوں پہ پسارے پاؤں

اونگھتا چاند اداسی کا نگر لگتا ہے

دیکھ کر آب زدہ شہر کو ساحل بولا

ڈوب جانے میں کہاں کوئی ہنر لگتا ہے

قافلے والو ذرا دیر کو سو لینے دو

نیند کا چہرہ ہمیں خواب دگر لگتا ہے

نجمہ ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai

Najma Saqib

shab ki aaghosh mein jate hue Dar lagta hai
nind ek KHwab-e-pareshan ka ghar lagta hai

chiKH uThte hain ThiThurte hue patte junhi
sard jhonke ka ghani shaKH se sar lagta hai

eucalyptus ke daraKHton pe pasare panw
unghta chand udasi ka nagar lagta hai

dekh kar aab-zada shahr ko sahil bola
Dub jaane mein kahan koi hunar lagta hai

qafile walo zara der ko so lene do
nind ka chehra hamein KHwab-e-digar lagta hai

(364) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai written by Najma Saqib at UrduPoint. Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai is one of the masterpieces written by Najma Saqib. You can also find the complete poetry collection of Najma Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Najma Saqib' above.

Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab Ki Aaghosh Mein Jate Hue Dar Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.