Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہنے کو پر سکون مگر مخمصے میں ہوں

نسیم احمد نسیم

کہنے کو پر سکون مگر مخمصے میں ہوں

برسوں سے میں خدایا عجب مرحلے میں ہوں

منزل ہے میرے آگے میں منزل کے روبرو

پھر بھی میں چل رہا ہوں ابھی راستے میں ہوں

جھوٹی گواہیوں کی بدولت وہ بچ گیا

سچ بولتا ہوا میں ابھی کٹگھرے میں ہوں

سچ بات کہنا جب سے شروع میں نے کر دیا

تب سے کھڑا میں جیسے کسی کربلے میں ہوں

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun

Naseem Ahmad Naseem

kahne ko pur-sukun magar maKHmase mein hun
barson se main KHudaya ajab marhale mein hun

manzil hai mere aage main manzil ke ru-ba-ru
phir bhi main chal raha hun abhi raste mein hun

jhuTi gawahiyon ki badaulat wo bach gaya
sach bolta hua main abhi kaTghare mein hun

sach baat kahna jab se shurua main ne kar diya
tab se khaDa main jaise kisi karbale mein hun

(630) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahne Ko Pur-sukun Magar MaKHmase Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.