Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کرب آنکھوں سے عیاں دل میں کسک باقی ہے

نسیم احمد نسیم

کرب آنکھوں سے عیاں دل میں کسک باقی ہے

تیرے جانے کی خلش آج تلک باقی ہے

اس کی خواہش کا شجر خشک نہیں ہو سکتا

جس کی ہر شاخ تمنا میں لچک باقی ہے

پھر کسی شام کے رخسار پہ رکھ دے گا وہ

دن کے چہرے پہ جو تھوڑا سا نمک باقی ہے

سینکڑوں بار نسیمؔ اس کو تو دیکھا ہے مگر

پھر بھی لگتا ہے ابھی ایک جھلک باقی ہے

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai

Naseem Ahmad Naseem

karb aankhon se ayan dil mein kasak baqi hai
tere jaane ki KHalish aaj talak baqi hai

us ki KHwahish ka shajar KHushk nahin ho sakta
jis ki har shaKH-e-tamanna mein lachak baqi hai

phir kisi sham ke ruKHsar pe rakh dega wo
din ke chehre pe jo thoDa sa namak baqi hai

sainkaDon bar 'nasim' us ko to dekha hai magar
phir bhi lagta hai abhi ek jhalak baqi hai

(626) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Karb Aankhon Se Ayan Dil Mein Kasak Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.