Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملنے میں مجھ کو آپ سے کیا اجتناب تھا

نسیم احمد نسیم

ملنے میں مجھ کو آپ سے کیا اجتناب تھا

پر کیا کریں کہ شہر کا موسم خراب تھا

جب جا چکے تمام ہی رشتوں کے قافلے

میں تھا تمہاری یاد کا تازہ گلاب تھا

سب لوگ آ کے اپنی کہانی سنا گئے

میں کچھ نہ کہہ سکا مجھے کتنا حجاب تھا

دنیا کے سارے راز سے واقف تو تھا مگر

وہ پڑھ سکا نہ مجھ کو میں ایسی کتاب تھا

مٹھی میں اس کی بند تھیں میری ضرورتیں

میں تھا محض سوال وہ میرا جواب تھا

میں نے کہیں نسیمؔ کو دیکھا تھا راہ میں

چہرہ تھا اس کا زرد تو حلیہ خراب تھا

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha

Naseem Ahmad Naseem

milne mein mujh ko aap se kya ijtinab tha
par kya karen ki shahr ka mausam KHarab tha

jab ja chuke tamam hi rishton ke qafile
main tha tumhaari yaad ka taza gulab tha

sab log aa ke apni kahani suna gae
main kuchh na kah saka mujhe kitna hijab tha

duniya ke sare raaz se waqif to tha magar
wo paDh saka na mujh ko main aisi kitab tha

muTThi mein us ki band thin meri zaruraten
main tha mahaz sawal wo mera jawab tha

main ne kahin 'nasim' ko dekha tha rah mein
chehra tha us ka zard to huliya KHarab tha

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Milne Mein Mujhko Aap Se Kya Ijtinab Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.