Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری اوقات وہ اس طرح بتا دیتا ہے

نسیم احمد نسیم

مری اوقات وہ اس طرح بتا دیتا ہے

خاک لے کر کے ہواؤں میں اڑا دیتا ہے

میں بہت دور چلا جاتا ہوں جب بھی خود سے

میرے اندر سے کوئی مجھ کو صدا دیتا ہے

لاکھ کرتا رہا میں اس کو بھلانے کی سعی

یاد رہ رہ کے کوئی اس کی دلا دیتا ہے

جب بھی چاہا کہ اسے بڑھ کے میں فوراً چھو لوں

کچی نیندوں سے کوئی مجھ کو جگا دیتا ہے

اس سے وابستہ ہیں کچھ ایسی پرانی یادیں

جب بھی آتا ہے مری نیند اڑا دیتا ہے

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai

Naseem Ahmad Naseem

meri auqat wo is tarah bata deta hai
KHak le kar ke hawaon mein uDa deta hai

main bahut dur chala jata hun jab bhi KHud se
mere andar se koi mujh ko sada deta hai

lakh karta raha main us ko bhulane ki sai
yaad rah rah ke koi us ki dila deta hai

jab bhi chaha ki use baDh ke main fauran chhu lun
kachchi nindon se koi mujh ko jaga deta hai

us se wabasta hain kuchh aisi purani yaaden
jab bhi aata hai meri nind uDa deta hai

(656) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Auqat Wo Is Tarah Bata Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.