Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha, Urdu Ghazal By Naseem Ahmad Naseem

Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseem Ahmad Naseem. Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہیں پہ سچ کا مجھے ترجمان ہونا تھا

نسیم احمد نسیم

وہیں پہ سچ کا مجھے ترجمان ہونا تھا

قدم قدم پہ جہاں امتحان ہونا تھا

تمہاری یاد کو کب تک سجا کے رکھتا میں

کبھی تو خالی یہ دل کا مکان ہونا تھا

عجیب شوق تھا اس کو بھی حق نوائی کا

گنوا کے جان بھی جگ میں مہان ہونا تھا

میں اور حرص کیا کرتا لپک کے چھونے کی

مجھے زمین اسے آسمان ہونا تھا

ہوا کی حکم عدولی سے مجھ کو حاصل کیا

مرے نصیب میں جب بادبان ہونا تھا

نسیم احمد نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha

Naseem Ahmad Naseem

wahin pe sach ka mujhe tarjuman hona tha
qadam qadam pe jahan imtihan hona tha

tumhaari yaad ko kab tak saja ke rakhta main
kabhi to KHali ye dil ka makan hona tha

ajib shauq tha us ko bhi haq-nawai ka
ganwa ke jaan bhi jag mein mahan hona tha

main aur hirs kya karta lapak ke chhune ki
mujhe zamin use aasman hona tha

hawa ki hukm-uduli se mujh ko hasil kya
mere nasib mein jab baadban hona tha

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha written by Naseem Ahmad Naseem at UrduPoint. Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha is one of the masterpieces written by Naseem Ahmad Naseem. You can also find the complete poetry collection of Naseem Ahmad Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseem Ahmad Naseem' above.

Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahin Pe Sach Ka Mujhe Tarjuman Hona Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.