Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai, Urdu Ghazal By Naseer Ahmad Ansari

Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseer Ahmad Ansari. Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلی بدلی تری نظر کیوں ہے

نصیر احمد انصاری

بدلی بدلی تری نظر کیوں ہے

تو خفا مجھ سے اس قدر کیوں ہے

گفتگو میں اگر مگر کیوں ہے

بات کہنے میں تجھ کو ڈر کیوں ہے

دل کے زخموں کو چاک کرنے میں

یہ پس و پیش چارہ گر کیوں ہے

چاند اترا ہے شاید آنگن میں

روشنی اتنی میرے گھر کیوں ہے

شہر میں ہے اگر امان تو پھر

سہما سہما سا ہر بشر کیوں ہے

کیا زوال اس کا آ گیا ہے قریب

ظلم اتنا عروج پر کیوں ہے

یہ بھی سوچا ہے کیا نصیرؔ کبھی

ہر دعا تیری بے اثر کیوں ہے

نصیر احمد انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai

Naseer Ahmad Ansari

badli badli teri nazar kyon hai
tu KHafa mujh se is qadar kyon hai

guftugu mein agar-magar kyon hai
baat kahne mein tujh ko Dar kyon hai

dil ke zaKHmon ko chaak karne mein
ye pas-o-pesh chaaragar kyon hai

chand utra hai shayad aangan mein
raushni itni mere ghar kyon hai

shahr mein hai agar aman to phir
sahma sahma sa har bashar kyon hai

kya zawal is ka aa gaya hai qarib
zulm itna uruj par kyon hai

ye bhi socha hai kya 'nasir' kabhi
har dua teri be-asar kyon hai

(662) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai written by Naseer Ahmad Ansari at UrduPoint. Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai is one of the masterpieces written by Naseer Ahmad Ansari. You can also find the complete poetry collection of Naseer Ahmad Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseer Ahmad Ansari' above.

Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badli Badli Teri Nazar Kyon Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.