Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta, Urdu Ghazal By Naseer Turabi

Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naseer Turabi. Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملنے کی طرح مجھ سے وہ پل بھر نہیں ملتا

نصیر ترابی

ملنے کی طرح مجھ سے وہ پل بھر نہیں ملتا

دل اس سے ملا جس سے مقدر نہیں ملتا

یہ راہ تمنا ہے یہاں دیکھ کے چلنا

اس راہ میں سر ملتے ہیں پتھر نہیں ملتا

ہم رنگیٔ موسم کے طلب گار نہ ہوتے

سایہ بھی تو قامت کے برابر نہیں ملتا

کہنے کو غم ہجر بڑا دشمن جاں ہے

پر دوست بھی اس دوست سے بہتر نہیں ملتا

کچھ روز نصیرؔ آؤ چلو گھر میں رہا جائے

لوگوں کو یہ شکوہ ہے کہ گھر پر نہیں ملتا

نصیر ترابی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta

Naseer Turabi

milne ki tarah mujh se wo pal bhar nahin milta
dil us se mila jis se muqaddar nahin milta

ye rah-e-tamanna hai yahan dekh ke chalna
is rah mein sar milte hain patthar nahin milta

ham-rangi-e-mausam ke talabgar na hote
saya bhi to qamat ke barabar nahin milta

kahne ko gham-e-hijr baDa dushman-e-jaan hai
par dost bhi is dost se behtar nahin milta

kuchh roz 'nasir' aao chalo ghar mein raha jae
logon ko ye shikwa hai ki ghar par nahin milta

(722) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta written by Naseer Turabi at UrduPoint. Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta is one of the masterpieces written by Naseer Turabi. You can also find the complete poetry collection of Naseer Turabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naseer Turabi' above.

Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahin Milta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.