Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The, Urdu Ghazal By Nashtar Khaanqahi

Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nashtar Khaanqahi. Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسافر خانۂ امکاں میں بستر چھوڑ جاتے تھے

نشتر خانقاہی

مسافر خانۂ امکاں میں بستر چھوڑ جاتے تھے

وہ ہم تھے جو چراغوں کو منور چھوڑ جاتے تھے

سبھی کو اگلے فرسنگوں کی پیمائش مقدر تھی

مسافر طے شدہ میلوں کے پتھر چھوڑ جاتے تھے

گرجتے گونجتے آتے تھے جو سنسان صحرا میں

وہی بادل عجب ویران منظر چھوڑ جاتے تھے

نہ تھیں معلوم بھوکی نسل کی مجبوریاں ان کو

پھٹی چادر وہ تلواروں کے اوپر چھوڑ جاتے تھے

نہیں کچھ اعتبار اب قفل و درباں کا کبھی ہم بھی

پڑوسی کے بھروسے پر کھلا گھر چھوڑ جاتے تھے

لہو پر اپنے ہی موقوف تھی دھرتی کی زرخیزی

سبھی دہقاں یہاں کھیتوں کو بنجر چھوڑ جاتے تھے

کبھی آندھی کا خدشہ تھا کبھی طوفاں کا اندیشہ

وہ ریگستان لے جاتے تو ساگر چھوڑ جاتے تھے

نشتر خانقاہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The

Nashtar Khaanqahi

musafir KHana-e-imkan mein bistar chhoD jate the
wo hum the jo charaghon ko munawwar chhoD jate the

sabhi ko agle farsangon ki paimaish muqaddar thi
musafir tai-shuda milon ke patthar chhoD jate the

garajte-gunjte aate the jo sunsan sahra mein
wahi baadal ajab viran manzar chhoD jate the

na thin malum bhuki nasl ki majburiyan un ko
phaTi chadar wo talwaron ke upar chhoD jate the

nahin kuchh e'tibar ab qufl o darban ka kabhi hum bhi
paDosi ke bharose par khula ghar chhoD jate the

lahu par apne hi mauquf thi dharti ki zarKHezi
sabhi dahqan yahan kheton ko banjar chhoD jate the

kabhi aandhi ka KHadsha tha kabhi tufan ka andesha
wo registan le jate to sagar chhoD jate the

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The written by Nashtar Khaanqahi at UrduPoint. Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The is one of the masterpieces written by Nashtar Khaanqahi. You can also find the complete poetry collection of Nashtar Khaanqahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nashtar Khaanqahi' above.

Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musafir KHana-e-imkan Mein Bistar ChhoD Jate The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.