Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha, Urdu Ghazal By Nasir Rao

Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasir Rao. Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس پر تو کبھی دل کا کوئی زور نہیں تھا

ناصر راؤ

اس پر تو کبھی دل کا کوئی زور نہیں تھا

ہم سا بھی زمانے میں کوئی اور نہیں تھا

جس وقت وہ رخصت ہوا بارات کی مانند

اک ٹیس سی اٹھی تھی کوئی شور نہیں تھا

ویران سی اس دنیا میں ہم کس سے بہلتے

جنگل تھا اداسی تھی کوئی مور نہیں تھا

دل ٹوٹ گیا تھا تو جڑاتے کہیں جا کر

اس کام کا دنیا میں کوئی طور نہیں تھا

خنجر کی چبھن سے ہی میں پہچان گیا تھا

وہ تو تھا مرے دوست کوئی اور نہیں تھا

ناصر راؤ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha

Nasir Rao

us par to kabhi dil ka koi zor nahin tha
hum sa bhi zamane mein koi aur nahin tha

jis waqt wo ruKHsat hua baraat ki manind
ek Tis si uTThi thi koi shor nahin tha

viran si is duniya mein hum kis se bahalte
jangal tha udasi thi koi mor nahin tha

dil TuT gaya tha to juDate kahin ja kar
is kaam ka duniya mein koi taur nahin tha

KHanjar ki chubhan se hi main pahchan gaya tha
wo tu tha mere dost koi aur nahin tha

(328) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha written by Nasir Rao at UrduPoint. Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha is one of the masterpieces written by Nasir Rao. You can also find the complete poetry collection of Nasir Rao by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Rao' above.

Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Par To Kabhi Dil Ka Koi Zor Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.