Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پرتو نور بھی ہے جوہر تنویر بھی ہے

ناطق لکھنوی

پرتو نور بھی ہے جوہر تنویر بھی ہے

آئنہ بھی ہے مرا دل تری تصویر بھی ہے

زہر ہے سب کے لئے زہر محبت لیکن

اگر آ جائے موافق تو پھر اکسیر بھی ہے

مجرم عشق ہوں قاتل کا میں اے داور حشر

صاف تو یہ ہے کہ اس میں مری تقصیر بھی ہے

کس قدر صرفہ نگاہوں کا ہوا غیروں میں

کہئے اب آپ کے ترکش میں کوئی تیر بھی ہے

کیوں کیا کرتا ہے تو سمع خراشی ناطقؔ

شعر کہتا ہے تو کچھ شعر میں تاثیر بھی ہے

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai

Natiq Lakhnavi

partaw-e-nur bhi hai jauhar-e-tanwir bhi hai
aaina bhi hai mera dil teri taswir bhi hai

zahr hai sab ke liye zahar-e-mohabbat lekin
agar aa jae muafiq to phir iksir bhi hai

mujrim-e-ishq hun qatil ka main ai dawar-e-hashr
saf to ye hai ki is mein meri taqsir bhi hai

kis qadar sarfa nigahon ka hua ghairon mein
kahiye ab aap ke tarkash mein koi tir bhi hai

kyun kiya karta hai to sama-KHarashi 'natiq'
sher kahta hai to kuchh sher mein tasir bhi hai

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Partaw-e-nur Bhi Hai Jauhar-e-tanwir Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.