Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha, Urdu Ghazal By Natiq Lakhnavi

Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Natiq Lakhnavi. Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دراز اتنا مری قید کا زمانہ تھا

ناطق لکھنوی

دراز اتنا مری قید کا زمانہ تھا

کہ وہ چمن نہ رہا جس میں آشیانہ تھا

بہائے اشک جو اس نے یہ اک بہانہ تھا

کہ خوں بہا کو مرے خاک میں ملانا تھا

بلا سے جان گئی انتظار میں میری

مجھے تو آپ کا اک وعدہ آزمانا تھا

جفائے چرخ ضروری تھی عشق سے پہلے

کہ اپنے دل کا مجھے زور آزمانا تھا

اب انتظار تمہارا میں اور کیا کرتا

ہوئی تھی دیر بہت مجھ کو دور جانا تھا

جہاں ہم آج غریب الدیار ہیں ناطقؔ

اسی دیار میں اپنا غریب خانہ تھا

ناطق لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha

Natiq Lakhnavi

daraaz itna meri qaid ka zamana tha
ki wo chaman na raha jis mein aashiyana tha

bahae ashk jo us ne ye ek bahana tha
ki KHun-baha ko mere KHak mein milana tha

bala se jaan gai intizar mein meri
mujhe to aap ka ek wada aazmana tha

jafa-e-charKH zaruri thi ishq se pahle
ki apne dil ka mujhe zor aazmana tha

ab intizar tumhaara main aur kya karta
hui thi der bahut mujh ko dur jaana tha

jahan hum aaj gharib-ud-dayar hain 'natiq'
usi dayar mein apna gharib-KHana tha

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha written by Natiq Lakhnavi at UrduPoint. Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha is one of the masterpieces written by Natiq Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Natiq Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Natiq Lakhnavi' above.

Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Daraaz Itna Meri Qaid Ka Zamana Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.