Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun, Urdu Ghazal By Navneet Sharma

Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Navneet Sharma. Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی مجھ سے خفا ہے اس لیے خود سے خفا ہوں

نونیت شرما

کوئی مجھ سے خفا ہے اس لیے خود سے خفا ہوں

ابلتے کھولتے موسم کے نیزے پر رکھا ہوں

مرے اندر مرا کچھ بھی نہیں بس تو ہے باقی

ترے اندر بتا پیارے میں اب کتنا بچا ہوں

مری سانسوں کی خاموشی میں کیسا شور کیوں میں

کئی صدیاں گزر جانے پہ بھی خود سے خفا ہوں

کلہاڑی کا مجھے اب ڈر نہیں عادت ہے اس کی

گئے وہ دن میں کہتا تھا کوئی جنگل گھنا ہوں

ملوں خود سے میں کیوں فرصت نہیں مجھ کو تمہیں سے

میں خود میں ہو کے بھی بس تم میں رہنے کی رضا ہوں

شرافت کو مری، کمزوریاں مانا سبھی نے

میں خواب امن بنتا تھا لہو میں سن گیا ہوں

مجھے مجھ تک پہنچنے میں لگیں گے جنم کتنے

زمیں سے ٹوٹ کر چھٹکا جزیرہ ہو گیا ہوں

یہی قسمت ہے ان کے خواب سے رہنا ندارد

میں جاگا ہوں، میں جن کی نیند میں تکیہ بنا ہوں

بلاتے ہیں مجھے جذبات، احساسات میرے

مجھے تپنا ہے میں نونیتؔ ہونے کی سزا ہوں

نونیت شرما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun

Navneet Sharma

koi mujh se KHafa hai is liye KHud se KHafa hun
ubalte khaulte mausam ke neze par rakha hun

mere andar mera kuchh bhi nahin bas tu hai baqi
tere andar bata pyare main ab kitna bacha hun

meri sanson ki KHamoshi mein kaisa shor kyun main
kai sadiyan guzar jaane pe bhi KHud se KHafa hun

kulhaDi ka mujhe ab Dar nahin aadat hai us ki
gae wo din main kahta tha koi jangal ghana hun

milun KHud se main kyun fursat nahin mujh ko tumhin se
main KHud mein ho ke bhi bas tum mein rahne ki raza hun

sharafat ko miri, kamzoriyan mana sabhi ne
main KHwab-e-amn bunta tha lahu mein san gaya hun

mujhe mujh tak pahunchne mein lagenge janm kitne
zamin se TuT kar chhiTka jazira ho gaya hun

yahi qismat hai un ke KHwab se rahna nadarat
main jaga hun, main jin ki nind mein takiya bana hun

bulate hain mujhe jazbaat, ehsasat mere
mujhe tapna hai main 'nawnit' hone ki saza hun

(596) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun written by Navneet Sharma at UrduPoint. Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun is one of the masterpieces written by Navneet Sharma. You can also find the complete poetry collection of Navneet Sharma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Navneet Sharma' above.

Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Mujhse KHafa Hai Is Liye KHud Se KHafa Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.