Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain, Urdu Ghazal By Nawab Ahsan

Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawab Ahsan. Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب سفر رات میں ہی کرتے ہیں

نواب احسن

اب سفر رات میں ہی کرتے ہیں

لوگ اب روشنی سے ڈرتے ہیں

رہ کے اک شہر بے چراغ میں ہم

روز جیتے ہیں روز مرتے ہیں

یاد آتے ہیں سارے پس منظر

نقش ماضی کے جب ابھرتے ہیں

زندگی یوں بکھر گئی جیسے

ٹوٹ کر آئنے بکھرتے ہیں

گھر کی بوسیدگی چھپانے کو

رنگ دیوار و در میں بھرتے ہیں

اپنے گھر کے قریب سے اکثر

اجنبی بن کے ہم گزرتے ہیں

شام ہوتی ہے گھر چلو احسنؔ

سائے دیوار سے اترتے ہیں

نواب احسن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain

Nawab Ahsan

ab safar raat mein hi karte hain
log ab raushni se Darte hain

rah ke ek shahr-e-be-charagh mein hum
roz jite hain roz marte hain

yaad aate hain sare pas-e-manzar
naqsh mazi ke jab ubharte hain

zindagi yun bikhar gai jaise
TuT kar aaine bikharte hain

ghar ki bosidgi chhupane ko
rang diwar-o-dar mein bharte hain

apne ghar ke qarib se aksar
ajnabi bin ke hum guzarte hain

sham hoti hai ghar chalo 'ahsan'
sae diwar se utarte hain

(626) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain written by Nawab Ahsan at UrduPoint. Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain is one of the masterpieces written by Nawab Ahsan. You can also find the complete poetry collection of Nawab Ahsan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawab Ahsan' above.

Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Safar Raat Mein Hi Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.