Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai, Urdu Ghazal By Nawaz Deobandi

Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nawaz Deobandi. Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حال دل سب سے چھپانے میں مزہ آتا ہے

نواز دیوبندی

حال دل سب سے چھپانے میں مزہ آتا ہے

آپ پوچھیں تو بتانے میں مزہ آتا ہے

روشنی بوجھ سی لگتی ہے شب ہجراں میں

ہاں مگر دل کو جلانے میں مزہ آتا ہے

جس کے کچھ تار الجھ جاتے ہیں دل کی صورت

بس اسی ساز پہ گانے میں مزہ آتا ہے

جاں بچانے کا تصور بھی برا لگتا ہے

عشق میں جان گنوانے میں مزہ آتا ہے

یاد کر کر کے وہ گرمی کی بھری دوپہریں

پہلی بارش میں نہانے میں مزہ آتا ہے

نواز دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai

Nawaz Deobandi

haal-e-dil sab se chhupane mein maza aata hai
aap puchhen to batane mein maza aata hai

raushni bojh si lagti hai shab-e-hijran mein
han magar dil ko jalane mein maza aata hai

jis ke kuchh tar ulajh jate hain dil ki surat
bas usi saz pe gane mein maza aata hai

jaan bachane ka tasawwur bhi bura lagta hai
ishq mein jaan ganwane mein maza aata hai

yaad kar kar ke wo garmi ki bhari do-pahren
pahli barish mein nahane mein maza aata hai

(759) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai written by Nawaz Deobandi at UrduPoint. Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai is one of the masterpieces written by Nawaz Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Nawaz Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nawaz Deobandi' above.

Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haal-e-dil Sab Se Chhupane Mein Maza Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.