Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain, Urdu Ghazal By Nayyar Wasti

Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nayyar Wasti. Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب نقاب رخ زیبا وہ اٹھا دیتے ہیں

نیر واسطی

جب نقاب رخ زیبا وہ اٹھا دیتے ہیں

دل ہر ذرہ کو آئینہ بنا دیتے ہیں

روح کو سوز دیا داغ جگر کو بخشا

حضرت عشق عجب داد سخا دیتے ہیں

صبح دم صحن گلستاں میں صبا کے جھونکے

آتش درد محبت کو ہوا دیتے ہیں

اب بھی اک غیرت ناہید کے نغمے اکثر

عمر رفتہ کو مری مجھ سے ملا دیتے ہیں

نیرؔ زار کی قسمت بھی جگاتے جاتے

آپ سوئے ہوئے فتنے تو جگا دیتے ہیں

نیر واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain

Nayyar Wasti

jab naqab-e-ruKH-e-zeba wo uTha dete hain
dil-e-har-zarra ko aaina bana dete hain

ruh ko soz diya dagh jigar ko baKHsha
hazrat-e-ishq ajab dad-e-saKHa dete hain

subh-dam sehn-e-gulistan mein saba ke jhonke
aatish-e-dard-e-mohabbat ko hawa dete hain

ab bhi ek ghairat-e-nahid ke naghme aksar
umr-e-rafta ko meri mujh se mila dete hain

'nayyar'-e-zar ki qismat bhi jagate jate
aap soe hue fitne to jaga dete hain

(411) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain written by Nayyar Wasti at UrduPoint. Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain is one of the masterpieces written by Nayyar Wasti. You can also find the complete poetry collection of Nayyar Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nayyar Wasti' above.

Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Naqab-e-ruKH-e-zeba Wo UTha Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.