Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain, Urdu Ghazal By Nazim Ashraf

Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Ashraf. Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ قناعت ہے کہ ہر حال میں خوش رہتے ہیں

ناظم اشرف

یہ قناعت ہے کہ ہر حال میں خوش رہتے ہیں

دال ملتی ہے تو ہم دال میں خوش رہتے ہیں

عشق سے ہم کو رہائی نہیں اچھی لگتی

ہم وہ پنچھی ہیں کہ جو جال میں خوش رہتے ہیں

میرا مولیٰ ترے ہاتھوں کو سلامت رکھے

میرے آنسو ترے رومال میں خوش رہتے ہیں

وقت گزرا تو جدائی بھی جدائی نہ رہی

ہم یہاں اور وہ بھوپال میں خوش رہتے ہیں

ہر برس اپنے بچھڑ جاتے ہیں ناظمؔ اشرف

لوگ بیکار نئے سال میں خوش رہتے ہیں

ناظم اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain

Nazim Ashraf

ye qanaat hai ki har haal mein KHush rahte hain
dal milti hai to hum dal mein KHush rahte hain

ishq se hum ko rihai nahin achchhi lagti
hum wo panchhi hain ki jo jal mein KHush rahte hain

mera maula tere hathon ko salamat rakkhe
mere aansu tere rumal mein KHush rahte hain

waqt guzra to judai bhi judai na rahi
hum yahan aur wo bhopal mein KHush rahte hain

har baras apne bichhaD jate hain 'nazim'-ashraf
log be-kar nae sal mein KHush rahte hain

(548) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain written by Nazim Ashraf at UrduPoint. Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain is one of the masterpieces written by Nazim Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Nazim Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Ashraf' above.

Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Qanaat Hai Ki Har Haal Mein KHush Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.