Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai, Urdu Ghazal By Nazim Ashraf

Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Ashraf. Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے حصے میں جو آنی ہے شہرت روک رکھی ہے

ناظم اشرف

مرے حصے میں جو آنی ہے شہرت روک رکھی ہے

مرے اخلاق نے بھی میری عزت روک رکھی ہے

ہمارے پالتو طوطے کو بلی کر گئی زخمی

مرے بچوں کی اس غم نے شرارت روک رکھی ہے

تمہاری یاد نے ایسے ہمیں زندہ رکھا اب تک

کسی نے جیسے گرنے سے عمارت روک رکھی ہے

ابھی راتوں کی تنہائی میں اٹھ کر رونے والے ہیں

اسی باعث مرے رب نے قیامت روک رکھی ہے

کئی دن سے نہیں دیکھا ہے اشرفؔ ماں کے چہرے کو

کئی دن سے ان آنکھوں نے عبادت روک رکھی ہے

ناظم اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai

Nazim Ashraf

mere hisse mein jo aani hai shohrat rok rakkhi hai
mere aKHlaq ne bhi meri izzat rok rakkhi hai

hamare paltu tote ko billi kar gai zaKHmi
mere bachchon ki is gham ne shararat rok rakkhi hai

tumhaari yaad ne aise hamein zinda rakha ab tak
kisi ne jaise girne se imarat rok rakkhi hai

abhi raaton ki tanhai mein uTh kar rone wale hain
isi bais mere rab ne qayamat rok rakkhi hai

kai din se nahin dekha hai 'ashraf' man ke chehre ko
kai din se in aankhon ne ibaadat rok rakkhi hai

(592) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai written by Nazim Ashraf at UrduPoint. Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai is one of the masterpieces written by Nazim Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Nazim Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Ashraf' above.

Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Hisse Mein Jo Aani Hai Shohrat Rok Rakkhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.