Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log, Urdu Ghazal By Nazim Jafri

Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Jafri. Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک دور میں حق کے نقیب ہیں ہم لوگ

ناظم جعفری

ہر ایک دور میں حق کے نقیب ہیں ہم لوگ

قسم خدا کی بڑے خوش نصیب ہیں ہم لوگ

یہ اور بات ہم اس کو رفیق سمجھے تھے

یہ اور بات وہ سمجھا رقیب ہیں ہم لوگ

زبان کاٹ نہ لے شب کا شہر یار کہیں

خطا یہ ہے کہ سحر کے خطیب ہیں ہم لوگ

ہمارے پاس انا لا زوال دولت ہے

سمجھ رہا ہے زمانہ غریب ہیں لوگ

ہمارا نام شہیدوں کی صف میں شامل ہے

فراز دار سے اتنے قریب ہیں ہم لوگ

ہمی ہیں صاحب سجادۂ قلم ناظمؔ

ادب سے سر کو جھکاؤ ادیب ہیں ہم لوگ

ناظم جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log

Nazim Jafri

har ek daur mein haq ke naqib hain hum log
qasam KHuda ki baDe KHush-nasib hain hum log

ye aur baat hum us ko rafiq samjhe the
ye aur baat wo samjha raqib hain hum log

zaban kaT na le shab ka shahr-yar kahin
KHata ye hai ki sahar ke KHatib hain hum log

hamare pas ana la-zawal daulat hai
samajh raha hai zamana gharib hain log

hamara nam shahidon ki saf mein shamil hai
faraaz-e-dar se itne qarib hain hum log

hami hain sahib-e-sajjada-e-qalam 'nazim'
adab se sar ko jhukao adib hain hum log

(277) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log written by Nazim Jafri at UrduPoint. Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log is one of the masterpieces written by Nazim Jafri. You can also find the complete poetry collection of Nazim Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Jafri' above.

Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Daur Mein Haq Ke Naqib Hain Hum Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.