Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha, Urdu Ghazal By Nazir Fatehpuri

Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazir Fatehpuri. Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں کا نہ رہا اور زمیں کا نہ رہا

نذیر فتح پوری

آسماں کا نہ رہا اور زمیں کا نہ رہا

غم کی جو شاخ سے ٹوٹا وہ کہیں کا نہ رہا

اتنے بے رنگ اجالوں سے نظر گزری ہے

حوصلہ آنکھ کو اب خواب حسیں کا نہ رہا

وقت نے سارے بھروسوں کے شجر کاٹ دئے

اب تو سایہ بھی کوئی خاک نشیں کا نہ رہا

کون اب اس کو اجڑنے سے بچا سکتا ہے

ہائے وہ گھر کہ جو اپنے ہی مکیں کا نہ رہا

اے نظیرؔ اپنی شرافت ہے اسی کی قائل

ہاں کا پابند ہوا جب تو نہیں کا نہ رہا

نذیر فتح پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha

Nazir Fatehpuri

aasman ka na raha aur zamin ka na raha
gham ki jo shaKH se TuTa wo kahin ka na raha

itne be-rang ujalon se nazar guzri hai
hausla aankh ko ab KHwab-e-hasin ka na raha

waqt ne sare bharoson ke shajar kaT diye
ab to saya bhi koi KHak-nashin ka na raha

kaun ab us ko ujaDne se bacha sakta hai
hae wo ghar ki jo apne hi makin ka na raha

ai 'nazir' apni sharafat hai isi ki qail
han ka paband hua jab tu nahin ka na raha

(679) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha written by Nazir Fatehpuri at UrduPoint. Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha is one of the masterpieces written by Nazir Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazir Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazir Fatehpuri' above.

Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman Ka Na Raha Aur Zamin Ka Na Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.