Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak, Urdu Ghazal By Nihal Taban

Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Taban. Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ تصویر میں آتے رہے دیر تک

نہال تاباں

وہ تصویر میں آتے رہے دیر تک

ہم غزل گنگناتے رہے دیر تک

ایک ہی ساتھ روشن ہوئے تھے مگر

کچھ دئیے جھلملاتے رہے دیر تک

جانے کب کے چلے بھی گئے وہ مگر

راستے جگمگاتے رہے دیر تک

پڑھ نہ لیں شہر کے لوگ چہرے کا غم

اس لئے مسکراتے رہے دیر تک

چند احباب تاباںؔ جہاں مل گئے

اپنی اپنی سناتے رہے دیر تک

نہال تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak

Nihal Taban

wo taswir mein aate rahe der tak
hum ghazal gungunate rahe der tak

ek hi sath raushan hue the magar
kuchh diye jhilmilate rahe der tak

jaane kab ke chale bhi gae wo magar
raste jagmagate rahe der tak

paDh na len shahr ke log chehre ka gham
is liye muskuraate rahe der tak

chand ahbab 'taban' jahan mil gae
apni apni sunate rahe der tak

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak written by Nihal Taban at UrduPoint. Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak is one of the masterpieces written by Nihal Taban. You can also find the complete poetry collection of Nihal Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Taban' above.

Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Taswir Mein Aate Rahe Der Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.