Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Nihal Taban

Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Taban. Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی سے پیار نہیں صرف پیار جیسا ہے

نہال تاباں

کسی سے پیار نہیں صرف پیار جیسا ہے

خزاں کے دور میں موسم بہار جیسا ہے

ضرور قافلہ کوئی یہاں سے گزرا ہے

تمام راہ میں گرد و غبار جیسا ہے

تمہارے پیار کا جادو ابھی نہیں ٹوٹا

نہ جانے کس لئے اک اعتبار جیسا ہے

پڑی ہے سب کو یہاں آبرو بچانے کی

ہر ایک چہرہ یہاں قرض دار جیسا ہے

شناخت کم ہوئی جاتی ہے آدمیت کی

ہر ایک ذہن پہ گرد و غبار جیسا ہے

یہ وقت وہ ہے کہ اپنے دیار میں تاباںؔ

ہر ایک شخص غریب الدیار جیسا ہے

نہال تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai

Nihal Taban

kisi se pyar nahin sirf pyar jaisa hai
KHizan ke daur mein mausam bahaar jaisa hai

zarur qafila koi yahan se guzra hai
tamam rah mein gard-o-ghubar jaisa hai

tumhaare pyar ka jadu abhi nahin TuTa
na jaane kis liye ek eatibar jaisa hai

paDi hai sab ko yahan aabru bachane ki
har ek chehra yahan qarz-dar jaisa hai

shanaKHt kam hui jati hai aadamiyyat ki
har ek zehn pe gard-o-ghubar jaisa hai

ye waqt wo hai ki apne dayar mein 'taban'
har ek shaKHs gharib-ud-dayar jaisa hai

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai written by Nihal Taban at UrduPoint. Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Nihal Taban. You can also find the complete poetry collection of Nihal Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Taban' above.

Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Se Pyar Nahin Sirf Pyar Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.