Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain, Urdu Ghazal By Nishat Kishtwadi

Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nishat Kishtwadi. Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہان زندگی ہے اور ہم ہیں

نشاط کشتواڑی

جہان زندگی ہے اور ہم ہیں

ہماری بے بسی ہے اور ہم ہیں

ہے ڈوبی بحر غم میں اپنی کشتی

اسی سے ہمدمی ہے اور ہم ہیں

ہماری زندگی کیا اور ہم کیا

اجل سر پر کھڑی ہے اور ہم ہیں

پڑا ہے واسطہ جن ساعتوں سے

ہر اک ساعت کڑی ہے اور ہم ہیں

یہی دنیا ہے جس کے پیچ و خم میں

ہماری شاعری ہے اور ہم ہیں

جہان نو کی رنگینی کا عالم

اسی کی دل کشی ہے اور ہم ہیں

نشاط کشتواڑی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain

Nishat Kishtwadi

jahan-e-zindagi hai aur hum hain
hamari bebasi hai aur hum hain

hai Dubi bahr-e-gham mein apni kashti
isi se hamdami hai aur hum hain

hamari zindagi kya aur hum kya
ajal sar par khaDi hai aur hum hain

paDa hai wasta jin saaton se
har ek saat kaDi hai aur hum hain

yahi duniya hai jis ke pech-o-KHam mein
hamari shairi hai aur hum hain

jahan-e-nau ki rangini ka aalam
usi ki dilkashi hai aur hum hain

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain written by Nishat Kishtwadi at UrduPoint. Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain is one of the masterpieces written by Nishat Kishtwadi. You can also find the complete poetry collection of Nishat Kishtwadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nishat Kishtwadi' above.

Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan-e-zindagi Hai Aur Hum Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.