Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main, Urdu Ghazal By Nizamuddin Nizam

Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nizamuddin Nizam. Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیرت اور اضطراب کو ہمسر کروں گا میں

نظام الدین نظام

حیرت اور اضطراب کو ہمسر کروں گا میں

دیکھوں گا تجھ کو آنکھ کو پتھر کروں گا میں

آندھی کو اوڑھ لوں گا ضرورت پڑی اگر

تپتی ہوئی چٹان کو بستر کروں گا میں

لوگوں کو ایک شام دکھاؤں گا معجزہ

سائے کو اپنے قد کے برابر کروں گا میں

سانپوں کو دوستوں سے بھی ڈسواؤں گا کبھی

دیکھو گے یہ تماشا سڑک پر کروں گا میں

یا اپنی بند مٹھیاں دیکھوں گا غور سے

ورنہ خیال دست سکندر کروں گا میں

غالبؔ کے بعد اردو غزل مر گئی نظامؔ

مردے پہ ایسا کون سا منتر کروں گا میں

نظام الدین نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main

Nizamuddin Nizam

hairat aur iztirab ko ham-sar karunga main
dekhunga tujh ko aankh ko patthar karunga main

aandhi ko oDh lunga zarurat paDi agar
tapti hui chaTan ko bistar karunga main

logon ko ek sham dikhaunga moajiza
sae ko apne qad ke barabar karunga main

sanpon ko doston se bhi Daswaunga kabhi
dekhoge ye tamasha saDak par karunga main

ya apni band muTThiyan dekhunga ghaur se
warna KHayal-e-dast-e-sikandar karunga main

'ghaalib' ke baad urdu ghazal mar gai 'nizam'
murde pe aisa kaun sa mantar karunga main

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main written by Nizamuddin Nizam at UrduPoint. Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main is one of the masterpieces written by Nizamuddin Nizam. You can also find the complete poetry collection of Nizamuddin Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nizamuddin Nizam' above.

Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hairat Aur Iztirab Ko Ham-sar Karunga Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.