Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قاعدے بازار کے اس بار الٹے ہو گئے

نعمان شوق

قاعدے بازار کے اس بار الٹے ہو گئے

آپ تو آئے نہیں پر پھول مہنگے ہو گئے

ایک دن دونوں نے اپنی ہار مانی ایک ساتھ

ایک دن جس سے جھگڑتے تھے اسی کے ہو گئے

مجھ کو اس حسن نظر کی داد ملنی چاہئے

پہلے سے اچھے تھے جو کچھ اور اچھے ہو گئے

مدتوں سے ہم نے کوئی خواب بھی دیکھا نہیں

مدتوں اک شخص کو جی بھر کے دیکھے ہو گئے

بس ترے آنے کی اک افواہ کا ایسا اثر

کیسے کیسے لوگ تھے بیمار اچھے ہو گئے

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae

Nomaan Shauque

qaede bazar ke is bar ulTe ho gae
aap to aae nahin par phul mahnge ho gae

ek din donon ne apni haar mani ek sath
ek din jis se jhagaDte the usi ke ho gae

mujh ko is husn-e-nazar ki dad milni chahiye
pahle se achchhe the jo kuchh aur achchhe ho gae

muddaton se hum ne koi KHwab bhi dekha nahin
muddaton ek shaKHs ko ji bhar ke dekhe ho gae

bas tere aane ki ek afwah ka aisa asar
kaise kaise log the bimar achchhe ho gae

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qaede Bazar Ke Is Bar UlTe Ho Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.