Hum Bura Karte Ya Bhala Karte, Urdu Ghazal By Obaidur Rahman

Hum Bura Karte Ya Bhala Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Obaidur Rahman. Hum Bura Karte Ya Bhala Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Bura Karte Ya Bhala Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم برا کرتے یا بھلا کرتے

عبید الرحمان

ہم برا کرتے یا بھلا کرتے

سوچ کر کوئی فیصلہ کرتے

تم تعلق کا پاس تو رکھتے

خوش نہ کرتے ہمیں خفا کرتے

دوستو کاش دکھ کے لمحوں میں

تم دوا کرتے ہم دعا کرتے

کر دی دشوار رہ گزار زیست

اور کیا کام رہنما کرتے

رکھتے رشتوں میں یوں توازن ہم

کچھ وفا کرتے کچھ جفا کرتے

سر اٹھاتے قبولیت کے بعد

سجدۂ شوق یوں ادا کرتے

بات تھی جب کہ بت کدے میں عبیدؔ

بیٹھ کر تم خدا خدا کرتے

عبید الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Bura Karte Ya Bhala Karte

Obaidur Rahman

hum bura karte ya bhala karte
soch kar koi faisla karte

tum talluq ka pas to rakhte
KHush na karte hamein KHafa karte

dosto kash dukh ke lamhon mein
tum dawa karte hum dua karte

kar di dushwar rahguzar-e-zist
aur kya kaam rahnuma karte

rakhte rishton mein yun tawazun hum
kuchh wafa karte kuchh jafa karte

sar uThate qubuliyat ke baad
sajda-e-shauq yun ada karte

baat thi jab ki but-kade mein 'obaid'
baiTh kar tum KHuda KHuda karte

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Bura Karte Ya Bhala Karte written by Obaidur Rahman at UrduPoint. Hum Bura Karte Ya Bhala Karte is one of the masterpieces written by Obaidur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Obaidur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Obaidur Rahman' above.

Hum Bura Karte Ya Bhala Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Bura Karte Ya Bhala Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.