Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain, Urdu Ghazal By Obaidur Rahman

Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Obaidur Rahman. Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جستجو کے سفر میں رہتے ہیں

عبید الرحمان

جستجو کے سفر میں رہتے ہیں

ہم کہ پیہم خبر میں رہتے ہیں

ہم کو کس کی نظر میں رہنا تھا

اور اس کی نظر میں رہتے ہیں

آرزو تم ہماری مت کرنا

ہم دعا کے اثر میں رہتے ہیں

ہم نوا اپنا کوئی بن نہ سکا

یوں تو پیہم سفر میں رہتے ہیں

کل تلک تھے چراغ راہ گزر

بجھ گئے ہم تو گھر میں رہتے ہیں

جڑ رہی ہے عمل سے یہ دنیا

ہم اگر اور مگر میں رہتے ہیں

عیب کیوں کر ہوں بے ہنر میں عبیدؔ

عیب تو با ہنر میں رہتے ہیں

عبید الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain

Obaidur Rahman

justuju ke safar mein rahte hain
hum ki paiham KHabar mein rahte hain

hum ko kis ki nazar mein rahna tha
aur us ki nazar mein rahte hain

aarzu tum hamari mat karna
hum dua ke asar mein rahte hain

ham-nawa apna koi ban na saka
yun to paiham safar mein rahte hain

kal talak the charagh-e-rahguzar
bujh gae hum to ghar mein rahte hain

juD rahi hai amal se ye duniya
hum agar aur magar mein rahte hain

aib kyunkar hon be-hunar mein 'obaid'
aib to ba-hunar mein rahte hain

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain written by Obaidur Rahman at UrduPoint. Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain is one of the masterpieces written by Obaidur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Obaidur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Obaidur Rahman' above.

Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Justuju Ke Safar Mein Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.