Be-qarari Ko Be-qarari Hai, Urdu Ghazal By Om Bhutkar Maghloob

Be-qarari Ko Be-qarari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Om Bhutkar Maghloob. Be-qarari Ko Be-qarari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-qarari Ko Be-qarari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے قراری کو بے قراری ہے

اوم بھتکر مغلوب

بے قراری کو بے قراری ہے

کس کے گھر جاؤں کس کی باری ہے

ساری دنیا کا دل دکھانے کی

جان من تیری ذمہ داری ہے

دل پھر اپنا انہیں کو دے بیٹھے

موت کا انتظام جاری ہے

حکم ہوتے ہی میں اچھلتا ہوں

ساری دنیا مری مداری ہے

میں کسی کو نظر نہیں آتا

کس نے میری نظر اتاری ہے

چیخ جو نئیں ابھی سنائی دی

سن لو مغلوبؔ وہ تمہاری ہے

اوم بھتکر مغلوب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-qarari Ko Be-qarari Hai

Om Bhutkar Maghloob

be-qarari ko be-qarari hai
kis ke ghar jaun kis ki bari hai

sari duniya ka dil dukhane ki
jaan-e-man teri zimmedari hai

dil phir apna unhin ko de baiThe
maut ka intizam jari hai

hukm hote hi main uchhalta hun
sari duniya meri madari hai

main kisi ko nazar nahin aata
kis ne meri nazar utari hai

chiKH jo nain abhi sunai di
sun lo 'maghlub' wo tumhaari hai

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-qarari Ko Be-qarari Hai written by Om Bhutkar Maghloob at UrduPoint. Be-qarari Ko Be-qarari Hai is one of the masterpieces written by Om Bhutkar Maghloob. You can also find the complete poetry collection of Om Bhutkar Maghloob by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Om Bhutkar Maghloob' above.

Be-qarari Ko Be-qarari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-qarari Ko Be-qarari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.