Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi, Urdu Ghazal By Om Prabhakar

Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Om Prabhakar. Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ نظارے ہیں کچھ نظر باقی

اوم پربھاکر

کچھ نظارے ہیں کچھ نظر باقی

اور کچھ کوس کا سفر باقی

رہ گیا ہے کتاب میں دن کی

شام کا باب مختصر باقی

اس خزاں میں بھی کچھ مہکتا ہے

دل ہے باقی ابھی جگر باقی

خاک ہی خاک ہوں مگر چھو مت

عشق کا ہے ابھی شرر باقی

وقت رخصت پلٹ کے برسی جو

ہے نگاہوں میں وہ نظر باقی

دھل گئی تھی جو تیرے اشکوں سے

خط میں وہ ہی ہے اک سطر باقی

کسمساتے ہیں پاؤں کے چھالے

ہے ابھی بھی کوئی سفر باقی

اوم پربھاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi

Om Prabhakar

kuchh nazare hain kuchh nazar baqi
aur kuchh kos ka safar baqi

rah gaya hai kitab mein din ki
sham ka bab-e-muKHtasar baqi

is KHizan mein bhi kuchh mahakta hai
dil hai baqi abhi jigar baqi

KHak hi KHak hun magar chhu mat
ishq ka hai abhi sharar baqi

waqt-e-ruKHsat palaT ke barsi jo
hai nigahon mein wo nazar baqi

dhul gai thi jo tere ashkon se
KHat mein wo hi hai ek satar baqi

kasmasate hain panw ke chhaale
hai abhi bhi koi safar baqi

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi written by Om Prabhakar at UrduPoint. Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi is one of the masterpieces written by Om Prabhakar. You can also find the complete poetry collection of Om Prabhakar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Om Prabhakar' above.

Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Nazare Hain Kuchh Nazar Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.