Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe, Urdu Ghazal By Owais Ahmad Dauran

Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Owais Ahmad Dauran. Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دور نے بخشے ہیں دنیا کو عجب تحفے

اویس احمد دوراں

اس دور نے بخشے ہیں دنیا کو عجب تحفے

گھبرائے ہوئے پیکر اکتائے ہوئے چہرے

کچھ درد کے مارے ہیں کچھ ناز کے ہیں پالے

کچھ لوگ ہیں ہم جیسے کچھ لوگ ہیں تم جیسے

ہر گاؤں سہانا ہو ہر شہر چمک اٹھے

دل کی یہ تمنا ہے پوری ہو مگر کیسے

بپھری ہوئی دنیا نے پتھر تو بہت پھینکے

یہ شیش محل لیکن اے دوست کہاں ٹوٹے

یوں ہی تو نہیں بہتی یہ دھار لہو جیسی

اس بار فضاؤں سے خنجر ہی بہت برسے

کیوں آگ بھڑک اٹھی شاعر کے خیالوں کی

یہ راز کی باتیں ہیں نادان تو کیا جانے

سو بار سنا ہم نے سو بار ہنسی آئی

وہ کہتے ہیں پتھر کو ہم موم بنا دیں گے

پھر گوش تصور میں ابا کی صدا آئی

پھر اس نے در دل پہ آواز دی چپکے سے

اس خاک پہ بکھرا ہے اک پھول ہمارا بھی

جب باد صبا آئے کچھ دیر یہاں ٹھہرے

افسانہ نما کوئی روداد نہیں میری

جھانکا نہ کبھی میں نے خوابوں کے دریچے سے

مشکل ہے یہ دوراںؔ اس بھیڑ کو سمجھانا

مڑ مڑ کے جو رہزن سے منزل کا پتہ پوچھے

اویس احمد دوراں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe

Owais Ahmad Dauran

is daur ne baKHshe hain duniya ko ajab tohfe
ghabrae hue paikar uktae hue chehre

kuchh dard ke mare hain kuchh naz ke hain pale
kuchh log hain hum jaise kuchh log hain tum jaise

har ganw suhana ho har shahr chamak uTThe
dil ki ye tamanna hai puri ho magar kaise

biphri hui duniya ne patthar to bahut phenke
ye shish-mahal lekin ai dost kahan TuTe

yunhi to nahin bahti ye dhaar lahu jaisi
is bar fazaon se KHanjar hi bahut barse

kyun aag bhaDak uTThi shaer ke KHayalon ki
ye raaz ki baaten hain nadan tu kya jaane

sau bar suna hum ne sau bar hansi aai
wo kahte hain patthar ko hum mom bana denge

phir gosh-e-tasawwur mein abba ki sada aai
phir us ne dar-e-dil pe aawaz di chupke se

is KHak pe bikhra hai ek phul hamara bhi
jab baad-e-saba aae kuchh der yahan Thahre

afsana-numa koi rudad nahin meri
jhanka na kabhi main ne KHwabon ke dariche se

mushkil hai ye 'dauran' is bhiD ko samjhana
muD muD ke jo rahzan se manzil ka pata puchhe

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe written by Owais Ahmad Dauran at UrduPoint. Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe is one of the masterpieces written by Owais Ahmad Dauran. You can also find the complete poetry collection of Owais Ahmad Dauran by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Owais Ahmad Dauran' above.

Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Daur Ne BaKHshe Hain Duniya Ko Ajab Tohfe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.