Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai, Urdu Ghazal By Pankaj Subeer

Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pankaj Subeer. Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرا قول و قرار باقی ہے

پنکج سبیر

تیرا قول و قرار باقی ہے

اور مرا انتظار باقی ہے

اب بھی چاہو تو تم پلٹ آؤ

اب بھی تھوڑی بہار باقی ہے

چاند کھڑکی پہ جب آ کے پوچھ رہا

اور کتنا سنگار باقی ہے

ایسا ویرانا کیسے چھوڑیں ہم

اب بھی اجڑا دیار باقی ہے

دل دیا جاں بھی دی مگر پھر بھی

اور تھوڑا ادھار باقی ہے

نبض مدھم ہے سانس ہے ڈوبی

پھر بھی اک اعتبار باقی ہے

پنکج سبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai

Pankaj Subeer

tera qaul-o-qarar baqi hai
aur mera intizar baqi hai

ab bhi chaho to tum palaT aao
ab bhi thoDi bahaar baqi hai

chand khiDki pe jab aa ke puchh raha
aur kitna singar baqi hai

aisa virana kaise chhoDen hum
ab bhi ujDa dayar baqi hai

dil diya jaan bhi di magar phir bhi
aur thoDa udhaar baqi hai

nabz maddham hai sans hai Dubi
phir bhi ek e'tibar baqi hai

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai written by Pankaj Subeer at UrduPoint. Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai is one of the masterpieces written by Pankaj Subeer. You can also find the complete poetry collection of Pankaj Subeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pankaj Subeer' above.

Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tera Qaul-o-qarar Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.