Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun, Urdu Ghazal By Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi

Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi. Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب میں دل کا حساب لکھتا ہوں

پربھات کمار سرور لکھنوی

جب میں دل کا حساب لکھتا ہوں

غم کو اپنے گلاب لکھتا ہوں

کوئی امید جب نہیں ہوتی

خود کے خط کا جواب لکھتا ہوں

اتنا مایوس اس نے کر ڈالا

اس کا جلوہ حجاب لکھتا ہوں

لاکھ سمجھائے مجھ کو تو ناصح

تیری باتیں عذاب لکھتا ہوں

ساری دنیا ہے جانتی سرورؔ

میں تو غزلیں خراب لکھتا ہوں

پربھات کمار سرور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun

Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi

jab main dil ka hisab likhta hun
gham ko apne gulab likhta hun

koi ummid jab nahin hoti
KHud ke KHat ka jawab likhta hun

itna mayus us ne kar Dala
us ka jalwa hijab likhta hun

lakh samjhae mujh ko tu naseh
teri baaten azab likhta hun

sari duniya hai jaanti 'sarwar'
main to ghazlen KHarab likhta hun

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun written by Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi at UrduPoint. Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun is one of the masterpieces written by Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi' above.

Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Main Dil Ka Hisab Likhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.