Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila, Urdu Ghazal By Prem Kumar Nazar

Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Kumar Nazar. Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر سے گھر تک کا راستہ نہ ملا

پریم کمار نظر

گھر سے گھر تک کا راستہ نہ ملا

کوئی بھی خود میں جھانکتا نہ ملا

سب کے ہم راہ سب کے سائے تھے

شہر میں کوئی دیوتا نہ ملا

کتنے ہونٹوں کا لمس یاد رہے

ایک بھی نقش دیر پا نہ ملا

روشنی کے سفیر لوٹ گئے

شہر در شہر رت جگا نہ ملا

تنگ تھا ذات کا حصار بہت

کوئی رستہ فرار کا نہ ملا

کتنے آنسو نچوڑ کر دیکھے

کھو گیا تھا جو قہقہہ نہ ملا

ہم ہی تھے اپنے آس پاس نظرؔ

راہ میں کوئی دوسرا نہ ملا

پریم کمار نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila

Prem Kumar Nazar

ghar se ghar tak ka rasta na mila
koi bhi KHud mein jhankta na mila

sab ke hamrah sab ke sae the
shahar mein koi dewta na mila

kitne honTon ka lams yaad rahe
ek bhi naqsh der-pa na mila

raushni ke safir lauT gae
shahr-dar-shahr rat-jaga na mila

tang tha zat ka hisar bahut
koi rasta farar ka na mila

kitne aansu nichoD kar dekhe
kho gaya tha jo qahqaha na mila

hum hi the apne aas-pas 'nazar'
rah mein koi dusra na mila

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila written by Prem Kumar Nazar at UrduPoint. Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila is one of the masterpieces written by Prem Kumar Nazar. You can also find the complete poetry collection of Prem Kumar Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Kumar Nazar' above.

Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Se Ghar Tak Ka Rasta Na Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.