Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin, Urdu Ghazal By Prem Kumar Nazar

Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Prem Kumar Nazar. Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرف کیا ہے یہ کچھ کھلتا نہیں

پریم کمار نظر

اس طرف کیا ہے یہ کچھ کھلتا نہیں

میرا قد دیوار سے اونچا نہیں

دیکھ آئے اس کو اور دیکھا نہیں

میری آنکھیں اب مرا حصہ نہیں

سونے کو آئی سمندر پر ہوا

اور میرا بادباں کھلتا نہیں

گم ہیں سب اپنی صدا کے شور میں

میں جو کہتا ہوں کوئی سنتا نہیں

ہم بھی اس کو بھول ہی جائیں نظرؔ

وہ بھی ہم کو یاد اب کرتا نہیں

پریم کمار نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin

Prem Kumar Nazar

us taraf kya hai ye kuchh khulta nahin
mera qad diwar se uncha nahin

dekh aae us ko aur dekha nahin
meri aankhen ab mera hissa nahin

sone ko aai samundar par hawa
aur mera baadban khulta nahin

gum hain sab apni sada ke shor mein
main jo kahta hun koi sunta nahin

hum bhi us ko bhul hi jaen 'nazar'
wo bhi hum ko yaad ab karta nahin

(508) ووٹ وصول ہوئے

You can read Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin written by Prem Kumar Nazar at UrduPoint. Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin is one of the masterpieces written by Prem Kumar Nazar. You can also find the complete poetry collection of Prem Kumar Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Prem Kumar Nazar' above.

Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Taraf Kya Hai Ye Kuchh Khulta Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.